1) nabi ka mojza hadees -
Sahabi-e rasool Hazrat bara'a bin aazib farmate hai ke........
sulah hudaibyah ke din huzoor ke sath hum sahaba 1400 the or paani khatam ho gaya tha yaha tak ke kunwe me ek QATRA bhi pani na bacha tha.......
Itne me huzoor us kunwe par tashreef laae or paani talab farmaya lihaza humare pas pehle se jo paani jama tha humne pesh kiya......
Huzoor ne us paani se kulli ki or us paani ko kunwe me daal diya bas fir kya tha thodi hi der bad u an kunwe se itna paani nikla ke hum saare sahaba ne sairab ho kar piya or sath hi humare maweshiyo(janwaro) ne bhi ji bhar piya.
(bukhari shareef jild no,2 hadees no,788)
Taalib-e dua: maulana imtesal razvi shafaee

No comments:
Post a Comment